Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Full Bhajan Lyrics in Hindi - LAKHBIR SINGH LAKKHA I Navratri

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Full Bhajan Lyrics - LAKHBIR SINGH LAKKHA I Navratri

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Full Bhajan Lyrics are composed by Lakhir Singh Lakha in these lyrics he is describing the Dwar of Mata. This Beautiful Bhajan dedicated to Maa Bhawani.

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Full Bhajan Lyrics:

Darbaar Tera Darbaaro Me Ek Khaas Ahamiyat Rakhta Hai

Usko Vaisa Mil Jata Hai Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Darbaar Tera Darbaaro Me Ek Khaas Ahamiyat Rakhta Hai
Usko Vaisa Mil Jata Hai Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Nyara Saja Tera Dwar Bhawani
Nyara Saja Tera Dwar Bhawani

Bhakto Ki
Yaha Bhakto Ki
Tere Bhakto Ki
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Unche Parvat Bhawan Niraala
Unche Parvat Bhawan Niraala

Unche Parvat Bhawan Niraala
Unche Parvat Bhawan Niraala

Aake Sheesh Navave Bhawani
Sheesh Navave Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
O Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai

Tere Charno Me Ganga Ki Dhaar Bhawani
Charno Me Ganga Ki Dhaar Bhawani

Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Lal Chunariya Lal Lal Chooda
Lal Chunariya Lal Lal Chooda

Lal Chunariya Lal Lal Chooda
Lal Chunariya Lal Lal Chooda

Gale Lal Phoolo Ke Sohe Haar Bhawani
Lal Phoolo Ke Sohe Haar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole

Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole

Dekho Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani
Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Pal Me Bharti Jholi Khaali
Pal Me Bharti Jholi Khaali

Tere Khule Daya Ke Bhandaar Bhawani
Khule Daya Ke Bhandaar Bhawani

Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Bhakto Ko Hai Tera Sahara
Hum Sab Ko Hai Tera Sahara

Karde Apne Saral Ka Beda Paar Bhawani
Karde Apne Saral Ka Beda Paar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bhakto Ki
Yaha Bhakto Ki
Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Music Video:

We hope you understand Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani Full Song Lyrics. So please share it with your friends and family. Thank you for joining Lyricsveer we will continue to bring you lyrics of all new songs in the same way.

Comments

Popular posts from this blog

तुमने चुरा लिया Chura Liya Lyrics in Hindi - Sachet Tondon & Parampara Tondon

ना कजरे की धार / Na Kajre Ki Dhaar Lyrics in Hindi - Mohra

जबरदस्त दोस्त Jabardast Dost Song Lyrics in Hindi - Korala Maan & Gurlej Akhtar