नायक नहीं खलनायक हूँ मैं / Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main Lyrics - Khalnayak
Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main Lyrics in Hindi from the movie Khalnayak. This song is sung by Kavita Krishnamurthy and Vinod Rathod. Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main song lyrics are written by Anand Bakshi and music composed by Laxmikant-Pyarelal. The starring of the song is Sanjay Dutt. and Music Label Tips Official.
| Song Title: | Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main |
| Singer: | Kavita Krishnamurthy & Vinod Rathod |
| Lyrics: | Anand Bakshi |
| Music: | Laxmikant-Pyarelal |
| Music Label: | Tips Official |
| Starring: | Sanjay Dutt |
Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main Song Music Video:
Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main
Lyrics
Ji haan main hoon Khalnayak
Nayak nahi khalnayak hai tu
Nayak nahi khalnayak hai tu
Zulmi bada dukhdayak hai tu
Is pyar ki tujko kya kadar
Is pyar ke kaha layak hai tu
Nayak nahi khalnayak hoon main
Nayak nahi khalnayak hoon main
Zulmi bada dukhdayak hoon main
Hai pyar kya mujhako kya khabar
Bas yaar nafarat ke layak hoon main
Nayak nahi khalnayak hoon main
Teri tabiyat to rangeen hai par
Tu mohabbat ki tauheen hai
Hmm kuch bhi nahi yaad iske siva
Na main kisi ka na koi mera
Jo cheez maangi nahi wo mili
Karta main kya aur bas chheen li
Bas chheen li
Bas chheen li
Main bhi sharaafat se jeeta magar
Mujhko shareefon se lagta tha dar
Sabko pata tha main kamazor hoon
Main isalie aaj kuch aur hoon
Kuch aur hoon
Kuch aur hoon
Nayak nahi khalnayak hu main
Zulmi bada dukhdayak hu main
Hai pyar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafarat ke layak hu main
Nayak nahi khalnayak hai tu
Kitne khilauno se khela hai
Tu afsos phir bhi akela hai tu
Bachpan me likhi kahani meri
Kaise badalti jawaani meri
Sara samandar mere paas hai
Ek boond paani meri pyaas hai
Meri pyaas hai
Meri pyaas hai
Dekha tha Maa ne kabhi pyar se
Ab mil gai vo bhi sansaar se
Main wo lutera hoon jo lut gaya
Maa ka bhi aanchal kaheen chhup gaya
Nayak nahi khalnayak hu main
Zulmi bada dukhdayak hu main
Hai pyar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafrat ke layak hoon main
Nayak nahi khalnayak hai tu
Nayak nahi khalnayak hoon main
Nayak nahi khalnayak hoon main
Nayak, khalnayak
Nayak, khalnayak
We hope you understand Nayak Nahi Khalnayak Hoon Main Lyrics in Hindi. So please share it with your friends and family. Thank you for joining Lyricsveer we will continue to bring you lyrics of all new songs in the same way.

Comments
Post a Comment